Kami ka ehsas...
| Category | All Punjab > TimePass > Shayari |
| Located Around | |
| Reply To | NA |
| Post Date | 2008-08-19 |
Mana yeh waqt hame yaad karne ka nahi,
par bhi waqt hi yaad kar liya karo,
mana aapke aas paas sari duniya hai,
Kabhi hamari kami ka bhi ahasas kar liya karo.
